Thursday, February 22, 2007

Diye Jalte Hain!

I love this song!

Diye Jalte Hain Phool Khilte Hain
Badi Mushkil se Duniya Mein Dost Milte Hain

Jab Jis Waqt Kisika Yaar Juda Hota Hai
Kuch Na Poocho Yaaron Dil Ka Haal Bura Hota Hai
Dil Pe Yaadon Ke Jaise Teer Chalte Hain

Is Rang Roop pe Dekho Hargiz Naaz Na Karna
Jaan Bhi Maange Yaar to Dede Na Naraaz Na Karna
Rang Ud Jaate Hain Dhoop Dhalte Hain
Diye Jalte Hain Phool Khilte Hain.. Diye Jalte Hain!

Daulat Aur Jawaani Ik Din Kho Jaati Hai
Sach Kehta Hoon Saari Duniya Dushman Ho Jaati Hai
Umr Bhar Lekin Dost Saath Chalte Hain

Diye Jalte Hain Phool Khilte Hain
Badi Mushkil se Duniya Mein Dost Milte Hain
.. Diye Jalte Hain!

- Namak Haraam/ Sung by Kishore Kumar

Monday, February 12, 2007

Is this what a bandh should be?

The entire state has come to a halt [link]! Why shouldn't an individual have the right to go on with his/her day as he/she wants to? What if one doesn't support the bandh? What if one doesn't think that the bandh is a solution to the problem? What about my right to freedom?

Declaration of a bandh should just be that, a declaration. Peoples' mandate should make it successful or unsucessful!

Phd Oscars!

"An award like this is a rare and beautiful thing," said Colin Davidson, honored for his work on 3D modeling. "An award like this to a geek is a rare and beautiful thing squared." [Link at Time.com]

Friday, February 09, 2007

Koi dost hai na rakeeb hai

Koi dost hai na rakeeb hai
Tera shaher kitna ajeeb hai

Woh jo ishq tha woh junoon tha
Yeh jo hijr hai yeh naseeb hai

Yahan kiska chehra padah karoon
Yahan kaun itna kareeb hai

Main kise kahoon mere saath chal
Yahan sab ke sar pe saleeb hai

Koi dost hai na rakeeb hai
Tera shaher kitna ajeeb hai!

- Rana Sahri (Sung by Jagjit Singh in the Album : Visions Vol. II)